Faridoon Shahryar
Faridoon Shahryar's Blog
Monday, January 9, 2023
Khaas chehra
›
Manzar-e-aam par koi hai jo bata raha hai hamein isharon mein Kuch to khaas hai, sab ki nigaah mein, chehra bus tumhara hai #FaridoonShahrya...
Barf ki raat
›
Barf ki Raat A Nazm by Faridoon Shahryar Barf ki is raat ne Shaayad ye thhaana hai Is lamhe ko so kar Gavana fizool hai Khwabon ka usool h...
Tahayya e Toofan
›
Beimaan mausam ne tahayya-e-toofan kya kiya Doston ko daraane ka bahana sa mil gaya ho jaise #FaridoonShahryar
Wednesday, December 14, 2022
Junoon ki miqdaar
›
Mere khwabon ka sasta sauda, mehenga pada azeezon ko Tarbiyat mein meri, junoon ki miqdaar kuch zyada nikli #FaridoonShahryar
Thursday, December 8, 2022
Bheed
›
Bheed se keh do, tumhe saath jhund ka mubarak Maine tanhai ko hamesha apna rahbar samjha #FaridoonShahryar
Tasveer
›
Maine aaine mein hamesha khud hi ko dekha hai Vo jo tasveer tum ne bana rakhi hai, vo main hoon nahin #FaridoonShahryar
Wednesday, November 23, 2022
Junoon
›
Junoon se maine aaj phir se kaha Chalo, hadd se guzar jaate hain #FaridoonShahryar
‹
›
Home
View web version