Faridoon Shahryar
Faridoon Shahryar's Blog
Wednesday, October 29, 2025
Tabassum ka fareb
›
Aankhon mein tabassum ka ek khoobsurat sa fareb hai Heera ho tum ya jo kuch bhi ho, shukriya tumhara tahe dil se shukriya Thanks and Regards...
Friday, August 22, 2025
Ab Ye Raat
›
Ab ye raat A Nazm by Faridoon Shahryar Ab neend nahin Jashn hai khwaab ka Jo jaagti aankhon mein Tahleel Kuch is tarah se hai Jaise josh-i...
Wednesday, June 25, 2025
Khwaahish Darakht
›
Khwaahish Darakht A Nazm by Faridoon Shahryar Aag mein jhulas ke Khaak na hue Paak hain Zinda hain Vo khwaab Jo dafn thhe Khwaahish dara...
Monday, May 19, 2025
Khamosh Raho
›
Khamosh Raho Nazm by Faridoon Shahryar Have ne Kaha Khamosh raho Shor hai bohot Jungle ki aag hai Thamegi nahin Koi bhi shayad Bachega nahin...
Sunday, April 13, 2025
Azmat ka aitraaf
›
Ye chaand, nazariya hai, azmat ke aitraaf ka Koi kahin hum par bhi faqr karta hoga shayad #FaridoonShahryar
Sunday, March 9, 2025
Ghulam Nahin Hoon Main
›
Ghulam nahin hoon main A Nazm by Faridoon Shahryar Ghulam nahin hoon main Kisi ki soch ka Koi bhi nahin Jo khareed sake mujhe Itna aasaan na...
2 comments:
Friday, February 14, 2025
Tanha Chaand
›
Chaand baadal ki aaghosh mein bhi tanha hai Azm se mohabbat deewana sa bana sakti hai #FaridoonShahryar
›
Home
View web version